Chocolate Date & Nuts Cake
Chocolate Date & Nuts Cake

Hello everybody, I hope you are having an amazing day today. Today, I’m gonna show you how to prepare a distinctive dish, chocolate date & nuts cake. One of my favorites. This time, I’m gonna make it a bit unique. This will be really delicious.

Chocolate Date & Nuts Cake is one of the most well liked of current trending foods in the world. It’s simple, it’s fast, it tastes delicious. It’s enjoyed by millions every day. Chocolate Date & Nuts Cake is something which I have loved my entire life. They are nice and they look fantastic.

To get started with this particular recipe, we have to prepare a few components. You can cook chocolate date & nuts cake using 12 ingredients and 48 steps. Here is how you cook it.

The ingredients needed to make Chocolate Date & Nuts Cake:
  1. Make ready 75 gm All Purpose Flour (Maida)
  2. Prepare 75 gm Sugar Powder
  3. Get 1-1/2 tsp cocoa powder
  4. Get 25 gm ghee
  5. Take 7-8 drops chocolate essence
  6. Get 8 dates
  7. Prepare 6 almonds
  8. Prepare 1/4 cup walnuts
  9. Make ready Less than 1/4 tsp Baking Soda
  10. Take 1/4 tsp Baking Powder
  11. Take 1/2 cup milk
  12. Make ready 2 cup salt
Instructions to make Chocolate Date & Nuts Cake:
  1. Sabse pehle ghee ya butter se cake ke tin ko acche se grease karenge.
  2. Hum yaha 1 tsp oil se grease kar rahe hain.
  3. Charo taraf acche se hath se oil/butter lagayenge.
  4. Ab maida ko chaan lenge.
  5. Maida chaan ke baad usi bowl me cocoa powder bhi chaan lenge.
  6. Maida or cocoa powder ko acchi tarah se mix kar lenge.
  7. Isi me baking powder bhi mila denge.
  8. Ab Baking soda bhi mila denge
  9. Sab ko acchi tarah se mix karke fir se ek bar chaan lenge.
  10. Akhrot ko chote chote pieces me kaat denge.
  11. Badaam ko bhi isi tarah se chote chote pieces me cut kar lenge.
  12. Aur khajur ko bhi isi tarah se kaat lenge.
  13. Khajur me se beej nikal denge.
  14. Or yadi khajur me koi chilka hoga to use bhi hata denge.
  15. Ab ek bowl me ghee lenge.
  16. Usme sugar powder bhi add karange.
  17. Ghee aur sugar powder ko acchi tarah se fetenge jis se wo thoda sa fluffy ho jaye.
  18. Ab isme thodi thodi maida add karenge
  19. Aur thoda thoda milk dal ke batter ready karenge.
  20. Thoda thoda milk or maida leke batter ready karnege jis se batter me lumps na bane.
  21. 7 se 8 drops chocolate essence ki dalenge.
  22. Sim gas par pressure cooker rakhenge.
  23. Pressure cooker me ab sara namak dal denge.
  24. Or hath se namak ko charo or spread kar denge.
  25. Or ise 5 min ke liye pre heat karenge.
  26. Jab tak cooker garam ho rha hai tab tak hum batter me dry fruits add karenge.
  27. Dari akhrot, badaam or khajur isme mila denge.
  28. Ab is batter ko cake tin par nikal lenge.
  29. Or cake tin ko thoda sa tap kar denge jis batter eventaully spread ho jaye.
  30. Spoon ki help se bhi aap ise gradullay spread kar sakte hai.
  31. Thode se dry fruits se upar se garnish kar denge.
  32. Ab is tin ko pressure cooker me rakh denge.
  33. Pressure cooker ko band kar denge or iski sitti nikal denge.
  34. Cake ko 30 mins tak bake karenge. or yadi 30 mins me apko apna cake kaccha lage tab ap use 5 - 10 min ke liye or bake kar sakte hai.
  35. Cake bake hone ke baad cook me se tin bahar niakal lenge.
  36. Folk ki help se check kar lenge ke cake sahi bake hua ya nahi.
  37. 10 min thanda hone ka wait karenge or tab cake ko tin se bahar nikalenge.
  38. Knife ki help se charo side se cake ko tin se remove karenge.
  39. Upar ek plate rakhnge or pure tin ke sath palat denge jis se cake automatically plate par a jaye.
  40. Cake bahut accha ban ke aaya hai or bahut spongy hai.
  41. Cake ke thanda ho jane par ise pieces me katenge.
  42. Knife ke help se ap kese bhi pieces kar sakte hai chahe square ya traingle shape me.
  43. Ready to serve and ENJOY!

So that is going to wrap it up for this exceptional food chocolate date & nuts cake recipe. Thanks so much for reading. I’m confident you can make this at home. There is gonna be interesting food at home recipes coming up. Don’t forget to save this page on your browser, and share it to your loved ones, friends and colleague. Thank you for reading. Go on get cooking!